Monday, 15 October 2012

Main tujhay chahti nahin lakin

Main tujhay chahti nahin lakin...,
Jab tum pass nahin hotay...
Khud ko kitna udaas pati hon...,
Janay kya dhun samaye hai...,
Weeran khamoshi chaye hai...,
Dil se b guftugu nahin hoti...
Main tujhay chahti nahin lakin...,
Shaab ki taweel-Khalwaat mein...,
Teri hr baat soochti hon..!!!

Comments :

0 comments to “Main tujhay chahti nahin lakin”

Post a Comment